SEARCH RESULTS
Showing search results for "muddate.n"
Ghazal MATCHES FOR "muddate.n"
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
muddate.n biit ga.ii.n KHvaab suhaanaa dekhe
jaagtaa rahtaa hai har nii.nd me.n bistar meraa
Nida Fazli
Ghazal
ha.nsnaa-ha.nsaanaa chhuuTe hu.e muddate.n hu.ii.n
bas tho.Dii duur rah ga.ii diivaar dekh le.n
Aashufta Changezi
Ghazal
muddate.n biit ga.ii.n raah me.n baiThii hu.ii hai
shahr se jaa bhii chukaa shahr se jaane vaalaa
Himanshi Babra
Ghazal
dil-e-ha.ngaama-talab ye bhii KHabar hai tujh ko
muddate.n ho ga.ii.n ik shaKHs ko baahar nikle
Ahmad Mushtaq
Ghazal
aaj aa.uu.ngaa tire paas mohabbat le kar
muddate.n ho ga.ii.n 'izzat kaa janaaza nikle
Ibrahim Ali Zeeshan
Ghazal
muddate.n guzrii.n mulaaqaat hu.ii thii tum se
phir ko.ii aur na aayaa nazar aa.iine me.n
Haneef Kaifi
Ghazal
vo muddate.n hu.ii hai.n kisii se judaa hu.e
lekin ye dil kii aag abhii tak bujhii nahii.n
Behzad Lakhnavi
Ghazal
ye aur baat mire bas me.n thii na guu.nj is kii
mujhe to muddate.n guzrii.n ye giit gaa.e hu.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
gul khile sad rang to kyaa be-parii se a nasiim
muddate.n guzrii.n ki vo gulzaar kaa jaanaa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
muddate.n hu.ii mujh se ghar chhu.Daa diyaa meraa
kyaa zamaana ab teraa saath bhii chhu.Daa degaa
Saghar Azmi
Ghazal
muddate.n ho ga.ii.n bichh.De hu.e tum se lekin
aaj tak dil se mire yaad tumhaarii na ga.ii
Akhtar Shirani
Ghazal
tark-e-mai ko muddate.n guzrii hai.n lekin mohtasib
saaqi-e-mehvash agar aatish-ba-jaam aa hii gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
aa.nkh se kaise kahuu.n ab bhii a.ndheraa dekhe
muddate.n biit ga.ii.n dhuup kaa jalva dekhe