SEARCH RESULTS
Showing search results for "muflis"
Ghazal MATCHES FOR "muflis"
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
tire firaaq me.n jaise KHayaal muflis kaa
ga.ii hai fikr-e-pareshaa.n kahaa.n kahaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
muflis ke badan ko bhii hai chaadar kii zaruurat
ab khul ke mazaaro.n pe ye elaan kiyaa jaa.e
Qateel Shifai
Ghazal
hazaar muflis sahii magar ham saKHii balaa ke
kabhii to tum ahl-e-dard kii anjuman me.n aa.o
Ahmad Faraz
Ghazal
is se hai Gariibo.n ko tasallii ki ajal ne
muflis ko jo maaraa to na zardaar bhii chho.Daa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
edhii vaalo.n ke sivaa ko.ii nahii.n thaa us kaa
log muflis kaa janaaza na uThaane aa.e
Purnam Allahabadi
Ghazal
muflis ko ahl-e-zar ne bhii kyaa kyaa diye fareb
apnii jafaa kaa hukm-e-KHudaa naam rakh diyaa
Gopal Mittal
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kahaa.n le aa.e mujh ko mai.n kahaa.n thaa
kisii muflis kaa shaayad aashiyaa.n thaa
Faisal Imtiyaz Khan
Ghazal
ban ke aa.e hai.n KHariidaar arab ke buu.Dhe
haa.e muflis tirii beTii kii bhii qismat kyaa hai
Raaz Allahabadi
Ghazal
kitnii zahmat jheltaa hai ek muflis mezbaan
ghar kii bad-halii ko mehmaa.n se chhupaane ke liye
Abbas Dana
Ghazal
dil Ganii ho to har ik ranj bhii dil kii raahat
zehn muflis ho to har suud ziyaa.n hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
is kaa kyaa shikva use rok nahii.n paa.e ham
ek muflis ko kahaa.n aataa hai zevar rakhnaa