SEARCH RESULTS
Showing search results for "muflis"
Nazm MATCHES FOR "muflis"
Nazm
taj-mahal
lekin un ke liye tash.hiir kaa saamaan nahii.n
kyuu.nki vo log bhii apnii hii tarah muflis the
Sahir Ludhianvi
Nazm
chand roz aur meri jaan
apnii himmat hai ki ham phir bhii jiye jaate hai.n
zindagii kyaa kisii muflis kii qabaa hai jis me.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
aadmi-nama
duniyaa me.n paadshah hai so hai vo bhii aadmii
aur muflis-o-gadaa hai so hai vo bhii aadmii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
hai chor-nagar yaa.n muflis kii
gar jaan bachii to aan ga.ii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muflisi
jab aadmii ke haal pe aatii hai muflisii
kis kis tarah se us ko sataatii hai muflisii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
mujhe sochne de
bhuuk aur pyaas se pazh-murda siyah-faam zamii.n
tiira-o-taar makaa.n muflis o biimaar makii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
barsat ki bahaaren
kartaa hai sair ko.ii koThe kaa le sahaaraa
muflis bhii kar rahaa hai pole tale guzaaraa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
raat aur rail
ek mujrim kii tarah sahmii hu.ii simTii hu.ii
ek muflis kii tarah sardii me.n tharraatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nashat-e-umid
aane na de ranj ko muflis ke paas
rakhe Ganii us ko rahe jis ke paas
Altaf Hussain Hali
Nazm
dariche ke qarib
in me.n muflis bhii hai.n biimaar bhii hai.n
zer-e-aflaak magar zulm sahe jaate hai.n
Noon Meem Rashid
Nazm
fana
umdo.n ke tan ko taa.nbe ke sanduuq me.n dharaa
muflis kaa tan pa.Daa rahaa maaTii-upar pa.Daa