SEARCH RESULTS
Showing search results for "mujassam"
Ghazal MATCHES FOR "mujassam"
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
nigaah Daal dii jis par hasiin aa.nkho.n ne
use bhii husn-e-mujassam banaa ke luuT liyaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
huzuur aariz-o-ruKHsaar kyaa tamaam badan
mirii suno to mujassam gulaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
ejaaz-e-iisvii se nahii.n bahas ishq me.n
terii hii baat jaan mujassam bahut hai yaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai-kada thaa chaa.ndnii thii mai.n na thaa
ik mujassam be-KHudii thii mai.n na thaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ab to aa.nkho.n par Gam-e-hastii ke parde pa.D ga.e
ab ko.ii husn-e-mujassam be-naqaab aayaa to kyaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
qaraar-e-jaa.n bhii vahii iztiraab-e-jaa.n bhii vahii
vo ek shaKHs mujassam-shabaab jaisaa hai
Naeem Saba
Ghazal
tuu paikar-e-vafaa hai mujassam KHuluus hai
badnaam-e-rozgaar hai.n terii galii ke log
Habib Jalib
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ye kufr-e-mujassam ye zuhd-e-saraapaa
ye gunjaan gesuu ye ruu-e-kitaabii