SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhaatib"
Ghazal MATCHES FOR "mukhaatib"
Ghazal
mere ash.aar vo sun sun ke maze letaa rahaa
mai.n usii se huu.n muKHaatib vo ye samjhaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
allaah-re chashm-e-yaar kii mojiz-bayaaniyaa.n
har ik ko hai gumaa.n ki muKHaatib hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
lau detii hu.ii raat suKHan kartaa hu.aa din
sab us ke liye jis se muKHaatib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
isii andaaz me.n hote the muKHaatib mujh se
KHat kisii aur ko likkhoge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Ghazal
tum jo mire shero.n ke muKHaatib the na hoge
aaKHir me.n tumhe.n sirf tumhe iid-mubaarak
Idris Babar
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
ik roz vo sitamgar mujh se hu.aa muKHaatib
mai.n ne kahaa ki pyaare ab ye ravaa nahii.n hai
Asifud Daula
Ghazal
aap se muKHaatib huu.n aap hii ke lahje me.n
phir ye barhamii kaisii aur ye shikaayat kyuu.n
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
ye soch kar hii KHud se muKHaatib rahe sadaa
kyaa guftuguu kare.nge tamaashaa.iyo.n se ham
Iffat Zarrin
Ghazal
bedaar the jab tak to muKHaatib the tumhii.n se
jab aa.nkh lagii KHvaab me.n dekhaa hai ki tum ho
Meena Khan
Ghazal
mai.n ne tasviir banaa.ii to muKHaatib bhii hu.i
harf ko haath lagaayaa to vo zinda bhii hu.aa
Syed Kashif Raza
Ghazal
imkaan se KHaarij hai ki huu.n tujh se muKHaatib
hamnaam ko bhii tere pukaaraa na kare.nge
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
kyaa faqat ham se savaalaat kiye jaa.e.nge
kyaa faqat ham se muKHaatib hai ye haarii hu.ii shaam
Abhishek Shukla
Ghazal
mai.n apne un se muKHaatib huu.n aur kis se nahii.n
mushaa.ere me.n pa.Dhaa jo kalaam kis kaa thaa
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
sabaa to KHud hii muKHaatib thii ai fazaa-e-qafas
gavaah rahiyo na ko.ii savaal ham ne kiyaa