SEARCH RESULTS
Showing search results for "mukhaatib"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mukhaatib"
Nazm
KHuda ka sawal
muKHaatib hai bande se parvardigaar
tuu husn-e-chaman tuu hii rang-e-bahaar
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
mere ash.aar vo sun sun ke maze letaa rahaa
mai.n usii se huu.n muKHaatib vo ye samjhaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
allaah-re chashm-e-yaar kii mojiz-bayaaniyaa.n
har ik ko hai gumaa.n ki muKHaatib hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "mukhaatib"
Ghazal
Kishwar Naheed
Ghazal
lau detii hu.ii raat suKHan kartaa hu.aa din
sab us ke liye jis se muKHaatib bhii nahii.n the
Iftikhar Arif
Ghazal
isii andaaz me.n hote the muKHaatib mujh se
KHat kisii aur ko likkhoge to yaad aa.uu.ngaa
Wasi Shah
Sher
Hasrat Mohani
Ghazal
tum jo mire shero.n ke muKHaatib the na hoge
aaKHir me.n tumhe.n sirf tumhe iid-mubaarak
Idris Babar
Ghazal
Hasrat Mohani
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
bole ye ibn-e-umar sab se muKHaatib ho kar
is me.n kuchh vaalid-e-maajid kaa nahii.n jurm o qusuur
Shibli Nomani
Ghazal
ik roz vo sitamgar mujh se hu.aa muKHaatib
mai.n ne kahaa ki pyaare ab ye ravaa nahii.n hai
Asifud Daula
Ghazal
aap se muKHaatib huu.n aap hii ke lahje me.n
phir ye barhamii kaisii aur ye shikaayat kyuu.n