SEARCH RESULTS
Showing search results for "muntazir-e-va.ada"
Ghazal MATCHES FOR "muntazir-e-va.ada"
Ghazal
ik muntazir-e-va.ada kii sham.a jalii hogii
suuraj ke nikalne se kyaa raat Dhalii hogii
Aleem Masroor
Ghazal
ai 'muntazir' us zulf kaa tuu chhe.D na qissa
ho jaave tiraa dil na pareshaan kahii.n aur
Muntazir lakhnavi
Ghazal
ham 'muntazir' itnaa na samajhte the use lek
KHuub us but-e-KHud-saaz ko dekhaa to Gazab hai
Muntazir lakhnavi
Ghazal
Muntazir lakhnavi
Ghazal
raaz tho.De aa.o khole.n us KHudaa ke muntazir
is zamii.n par aasmaa.n kii hukmaraanii dekh kar
Muntazir Firozabadi
Ghazal
ik muntazir-e-va.ada bedaar to hai kab se
ho jaa.e muqaddar bhii bedaar chale aa.o
Akhgar Mushtaq Raheem Aabadi
Ghazal
mai.n yahaa.n muntazir-e-va.ada rahaa lekin vo
rah ga.e aur kahii.n de ke sahaaraa mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Muneer Bhopali
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
va.ada kar ke bhii na tum aa.o tumhaaraa iKHtiyaar
ham kare.nge raat-din phir bhii tumhaaraa intizaar
Naresh M. A
Ghazal
shikva-e-va.ada-KHilaafii kaa milaa achchhaa javaab
peshgii rakkhii thii ik ummiid bar aa.ii hu.ii
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tashriif shab-e-va.ada jo vo laa.e hu.e hai.n
sar KHam hai nazar niichii hai sharmaa.e hu.e hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
aaj bhii baiThe hu.e hai.n vo pas-e-parda-e-hashr
dekhaa ai muntazir-e-va.ada-e-fardaa dekhaa