SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqaabla"
Ghazal MATCHES FOR "muqaabla"
Ghazal
hotaa rahaa muqaabla paanii kaa aur pyaas kaa
sahraa umaD umaD pa.De dariyaa biphar biphar ga.e
Adeem Hashmi
Ghazal
ai jaa.n muqaabla mire haatho.n se kab hu.aa
joban tire ubhar ke karaare hu.e to kyaa
Ahmad Husain Mail
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
chalo na ishq hii jiitaa na aql haar sakii
tamaam vaqt maze kaa muqaabla to rahaa
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
dikhaa rahaa hai ye dono.n jahaa.n kii kaifiyat
karegaa saaGar-e-jam kyaa muqaabla dil kaa
Yagana Changezi
Ghazal
hu.aa kare miraa us se muqaabla yuu.n bhii
usii se jiit ke us ko hii haar jaa.uu.n use
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
vo zulm karte hai.n ham par to log kahte hai.n
KHudaa bure se na Daale mu'aamla dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
KHudaa ke haath hai ab apnaa ai 'qalaq' insaaf
buto.n se hashr me.n hogaa muqaabla dil kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
kahaa.n kahaa.n hai KHudaa jaane raabta dil kaa
dimaaG se nahii.n hogaa muqaabla dil kaa
Shuja Khaavar
Ghazal
muqaable ke liye log aur bhii hai.n magar
muqaabla vo atul-'ajnabii' se kartaa hai
Atul Ajnabi
Ghazal
hariif ko.ii nahii.n duusraa ba.Daa meraa
sadaa mujhii se rahaa hai muqaabla meraa
Asad Badayuni
Ghazal
ho bijliyo.n kaa mujh se jahaa.n par muqaabla
yaa-rab vahii.n chaman me.n mujhe aashiyaana de