SEARCH RESULTS
Showing search results for "murshidii"
Ghazal MATCHES FOR "murshidii"
Ghazal
murshidii ek nazar diid ke maaro.n kii taraf
jin ko haalaat ziyaarat nahii.n karne dete
Noman Badr
Ghazal
murshidii aap ke aastaane kii kyaa baat hai
milte hai.n is jagah aasmaan-o-zamii.n yaa-aKHii
Mohammad Asif Nazeer
Ghazal
murshid ke jhuuT kii to sazaa be-hisaab hai
tum chho.Diyo na shahr ko sahraa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
tire ziyaa.n pe mai.n apnaa ziyaa.n na kar baiThuu.n
ki mujh muriid kaa murshid uvais-qarnii hai
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
saaGar kii aarzuu hai na paimaana chaahiye
bas ik nigaah-e-murshid-e-mai-KHaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
vaah kyaa raah dikhaa.ii hai hame.n murshid ne
kar diyaa kaabe ko gum aur kaliisaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
murshid hii jaantaa hai ke kyaa haadsa hu.aa
murshid hii ne ye mujh se kahaa kuchh hu.aa to hai
Arpit Sharma Arpit
Ghazal
hukm-e-murshid pe hii jii uThnaa hai mar jaanaa hai
'ishq jis samt bhii le jaa.e udhar jaanaa hai
Rakib Mukhtar
Ghazal
talab duniyaa ko kar ke zan-muriidii ho nahii.n saktii
KHayaal-e-aabruu-e-himmat-e-mardaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
'ehsaas'-miyaa.n piir hai.n murshid hai.n hamaare
ab uTh ke yahaa.n se kahii.n jaane ke nahii.n ham
Farhat Ehsas
Ghazal
ye to meraa hii hunar thaa jise iz.haar milaa
varna murshid ne kahaa.n ism sikhaanaa thaa mujhe
Tousief Tabish
Ghazal
tujh ko kis naam se ai faKHr mire yaad karuu.n
baap hai piir hai murshid hai KHudaa hai kyaa hai
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
chaahtaa huu.n pahle KHud-biinii se maut aa.e mujhe
aap ko dekhuu.n KHudaa vo din na dikhlaa.e mujhe