SEARCH RESULTS
Showing search results for "murta.ish"
Ghazal MATCHES FOR "murta.ish"
Ghazal
murta.ish aavaaz kii lahre.n rahe.ngii der tak
saaz chup ho jaa.e.nge sail-e-sadaa rah jaa.egaa
Gulzar Bukhari
Ghazal
ho gayaa kis zikr se ye murta.ish saaraa vajuud
taar-e-saaz-e-dil pe aaKHir kyaa lagaa mizraab saa
Murtaza Barlas
Ghazal
murta.ish hotaa hai jis ko dekh kar taar-e-nafas
us kaa zulf KHam-ba-KHam kaa kholnaa achchhaa lagaa
Barqi Azmi
Ghazal
ufuq thaa raushan na murta.ish paaniyo.n pe kirne.n
Galat jaziiro.n pe la.ngar-andaaz ham hu.e the
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
ufuq thaa raushan na murta.ish paaniyo.n pe kirne.n
Galat jaziiro.n pe la.ngar-andaaz ham hu.e the
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
murta.ish kirno.n kaa raqs ek gha.Dii bhii na thame
chaa.nd kis tarz ke taalaab ko chhuu kar aayaa
Ahmad Khayal
Ghazal
ki ik davaam ke tevar the murta.ish is par
safar kii gard se mai.n inhiraaf kyaa kartaa
Riyaz Latif
Ghazal
Salim Shuja Ansari
Ghazal
murta.ish lahro.n pe raqsaa.n chaa.ndnii
merii saa.nso.n me.n ajab jhankaar hai
Nizamuddin Nizam
Ghazal
Barqi Azmi
Ghazal
Syed Naseer Shah
Ghazal
kuchh aur zauq-e-tajassus ko murta.ish kar de
sukuu.n nazar ko na de qalb ko qaraar na de
Manzar Eijaz
Ghazal
Hami Gorakhpuri
Ghazal
uThaa ke daaG liyaa haq-e-sa.ii kaa paisaa
na murtashii kii tarah ham ne zar haraam liyaa