SEARCH RESULTS
Showing search results for "murtad"
Ghazal MATCHES FOR "murtad"
Ghazal
vo sarv-qad hai magar be-gul-e-muraad nahii.n
ki us shajar pe shaguufe samar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
maz.hab-e-'ishq ko.ii chho.D mare to mai.n ne
aise murtad kaa janaaza nahii.n hone denaa
Amir Ameer
Ghazal
momin o kaafir o mushrik na to murtad mulhid
apne Daa.nDe to kisii se bhii kahii.n milte nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
laakh murtad sahii be-diin nahii.n hai.n vaa.iz
but na.e hai.n to KHudaa kyaa na nayaa laa.e.nge ham
Raheel Farooq
Ghazal
lauh-e-murtad pe ye mahmuud ke likh denaa thaa
husn vo shai hai ki lete hii KHariidaar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
ab kahii.n ko.ii Thikaana hii nahii.n juz kuu-e-yaar
murtad-e-ka.aba hu.aa marduud-e-but-KHaana hu.aa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
jism kii tarh tirii soch bhii murtad hogii
baa’d-az-marg kisii aag me.n jal jaa.egaa
Altaf kishtwari
Ghazal
vaa.iz kamaal-e-tark se miltii hai yaa.n muraad
duniyaa jo chho.D dii hai to uqbaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
ye Thiik hai nahii.n martaa ko.ii judaa.ii me.n
KHudaa kisii ko kisii se magar judaa na kare
Qateel Shifai
Ghazal
martaa huu.n is aavaaz pe har chand sar u.D jaa.e
jallaad ko lekin vo kahe jaa.e.n ki haa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n 'daaG' huu.n martaa huu.n idhar dekhiye mujh ko
mu.nh pher ke ye aap kidhar dekh rahe hai.n