SEARCH RESULTS
Showing search results for "murtakib"
Ghazal MATCHES FOR "murtakib"
Ghazal
un bad-dilo.n ne ishq ko bad-naam kar diyaa
jo murtakib shikaayat-e-jaur-o-jafaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
jaagaa hai kahii.n vo bhii shab murtakib-e-mai ho
ye baat sujhaatii hai un aa.nkho.n kii be-KHvaabii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
ham murtakib-e-jurm-e-vafaa ho to chuke hai.n
do jurm-e-mohabbat kii sazaa maa.ng rahe hai.n
Danish Aligarhi
Ghazal
kis qadar gunaaho.n ke murtakib hu.e hai.n ham
jo sukuun luTtaa hai baar baar is ghar kaa
Ikram Mujeeb
Ghazal
murtakib jurm-e-mohabbat ke hu.e kuchh aise
ab na ilzaam na dushnaam se jii Dartaa hai
Ram Parkash Rahi
Ghazal
har ek murtakib ma.asiyat yahaa.n se gayaa
kisii bashar se farishte kaa kaam ho na sakaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
tamkii.n se na dekhe jo kabhii aa.ina jhuk kar
vo murtakib-e-sharm-o-hayaa ho nahii.n saktaa
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
zulm insaa.n par musalsal hai kiyaa kis ne suno
murtakib is jurm kaa haa.e ki bas insaa.n hu.aa
Muhammad Fiaz Hasrat
Ghazal
Ain Seen
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
miraa zamiir KHataa.o.n kaa murtakib hai 'zafar'
ye baat roz-e-azal se kisii bayaan me.n hai
Syed Zafar Kashipurii
Ghazal
gunaah-e-ishq kaa mai.n murtakib sahii lekin
izaala jis kaa na ho aisaa ye gunaah nahii.n