SEARCH RESULTS
Showing search results for "mus.haf"
Ghazal MATCHES FOR "mus.haf"
Ghazal
mus.haf-e-ruKH hai kisii kaa ki bayaaz-e-haafiz
aise chehre se kabhii faal nikaalii jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
paara-e-mus.haf-e-dil the tire kuuche me.n pa.De
aate paa.nv ke tale shukr ki paa.e to sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
aa.e ham 'Gaalib'-o-'iqbaal' ke naGmaat ke ba.ad
'mus.haf'-e-ishq-o-junuu.n husn kii aayaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
aashiq-e-zulf ko do bosa-o-KHatt-o-abruu
mus.haf-e-ruKH pe likhuu.n zer-o-zabar aaj kii raat
Nasim Maysori
Ghazal
har safhe me.n hai mahv-e-kalaam apnaa das jagah
mus.haf ko khol dekh Tak andaaz baat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Husain Mail
Ghazal
e'jaaz kaa 'ajab lab-e-jaa.n-baKHsh se nahii.n
paiGambar us ko mus.haf-e-ruKHsaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
khul gayaa mus.haf-e-ruKHsaar-e-butaan-e-maGrib
ho ga.e shaiKH bhii haazir na.ii tafsiir ke saath
Akbar Allahabadi
Ghazal
aa.nkho.n me.n nuur-e-mus.haf-e-jaanaa.n liye hu.e
phir kardgaar-e-ishq ke paiGaam-bar hai.n ham
Josh Malihabadi
Ghazal
parvaaz sabab kaise ho bachcho.n kii KHushii kaa
titlii kii tarah mus.haf-e-gul par bhii nahii.n ham
Iqbal Sajid
Ghazal
be-adab mus.haf-e-ruKHsaar pe jhuk pa.Dte hai.n
rakhiye shaano.n pe zaraa gher ke gesuu apnaa
Shad Azimabadi
Ghazal
zikr hogaa lab-e-ayyaam pe aksar apnaa
tum hame.n mus.haf-e-aalam me.n pa.Dhoge yaaro
Khaleeq Qureshi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
qur.aa.n kitaab hai ruKH-e-jaanaa.n ke saamne
mus.haf uThaa luu.n saahib-e-qur.aa.n ke saamne
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
KHalq ne qur.aan dekhaa jab hu.aa maah-e-rajab
ham ne dekhaa mus.haf-e-ruKHsaar apne maah kaa