SEARCH RESULTS
Showing search results for "musaa.idat"
Ghazal MATCHES FOR "musaa.idat"
Ghazal
taqdiir hii ne haa.e na kii kuchh musaa.idat
kyaa ro.uu.n ab du.aa-o-davaa ke asar ko mai.n
Ismail Merathi
Ghazal
jo un pe guzartii hai kis ne use jaanaa hai
apnii hii musiibat hai apnaa hii fasaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
shauq se raah-e-mohabbat kii musiibat jhel le
ik KHushii kaa raaz pinhaa.n jaada-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
'mohsin' mai.n us se kah na sakaa yuu.n bhii haal dil
darpesh ek taaza musiibat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
bataa ai abr musaavaat kyuu.n nahii.n kartaa
hamaare gaa.nv me.n barsaat kyuu.n nahii.n kartaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
pahle to sunaa karte the aashiq kii musiibat
ab aa.nkh se vo aaTh pahar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
KHudaa kare na pha.nse daam-e-ishq me.n ko.ii
uThaa.ii hai jo musiibat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
ai maut mujhe tuu ne musiibat se nikaalaa
sayyaad samajhtaa thaa rihaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
niklaa karo ye sham.a liye ghar se bhii baahar
kamre me.n sajaane ko musiibat nahii.n miltii
Nida Fazli
Ghazal
raah-e-talab me.n chho.D diyaa dil kaa saath bhii
phirte liye hu.e ye musiibat kahaa.n kahaa.n