SEARCH RESULTS
Showing search results for "musammam"
Ghazal MATCHES FOR "musammam"
Ghazal
ho agar azm-e-musammam KHvaahish-e-manzil ke saath
raah kaa patthar bhii ik din rahnumaa ho jaa.egaa
Ejaz Ansari
Ghazal
be-himmat-e-mardaana masaafat nahii.n kaTtii
be-azm-e-musammam qadam aasaa.n nahii.n uThtaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
duniyaa me.n bahut laazmii hai azm-e-musammam
ye ho to ko.ii marhala dushvaar nahii.n hai
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
us ne dekhaa hii nahii.n azm-e-musammam meraa
hijr o.Dhuu.ngii bichhaa.uu.ngii chalii jaa.uu.ngii
Meena Khan
Ghazal
thake hu.o.n ko jo manzil kaThin ziyaada hu.ii
safar kaa azm-e-musammam lagan ziyaada hu.ii
Naseem Sahar
Ghazal
Iqbal Sohail
Ghazal
tark-e-ulfat kaa iraada hai musammam us kaa
kaam aa.ii hii nahii.n minnat-o-zaarii terii
Anwar Sadeed
Ghazal
Yas Chandpuri
Ghazal
jab qasd musammam hai to har kaar hai aasaa.n
jo kaam ki mushkil hai vo mushkil nahii.n hotaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
na thaa tumhaarii mohabbat me.n qaa.eda ko.ii
na kaarobaar-e-vafaa hii munazzam apnaa thaa
Shaukat Wasti
Ghazal
Naushad Munis Aazmi
Ghazal
aduu hii mil jaa.e fii-zamaana ko.ii musammam
rafiiq to KHair ko.ii bhii mo'atabar nahii.n hai
Shaukat Wasti
Ghazal
gar azm musammam ho aur jehd-e-musalsal bhii
sahraa me.n nikal aa.e gulzaar kii gunjaa.ish
Asad Raza
Ghazal
KHaak tum ko mile manzil-e-aarzuu
'azm hii jab tumhaaraa musammam nahii.n
Zaki Tariq Barabankavi
Ghazal
hamaaraa ‘azm-e-musammam thaa jo nikal aa.e
na puuchho raah-e-vafaa me.n thii.n khaa.iyaa.n kyaa kyaa