SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushaa.ira"
Ghazal MATCHES FOR "mushaa.ira"
Ghazal
mushaa.ira me.n pa.Dho shauq se Gazal 'biimaar'
ki musta.id hai.n suKHan-sanj marhabaa ke liye
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
lutf-e-kalaam-e-'mashriqii' us ko rahaa bhii yaad
sun kar mushaa.iraa me.n jo merii Gazal gayaa
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
'vasiim' sub.h kii tanhaa.i-e-safar socho
mushaa.era to chalo raat bhar kaa ho jaa.e
Waseem Barelvi
Ghazal
har chand ho mushaahida-e-haq kii guftuguu
bantii nahii.n hai baada-o-saaGar kahe baGair
Mirza Ghalib
Ghazal
asl-e-shuhuud-o-shaahid-o-mash.huud ek hai
hairaa.n huu.n phir mushaahida hai kis hisaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aisii shadiid raushnii me.n jal maruu.ngaa mai.n
itne hasiin shaKHs ko kaise sahuu.ngaa mai.n
Sohaib Mugheera Siddiqi
Ghazal
jamii hai gard siyaasat kii jin ke zehno.n par
mushaa.era bhii adab ke baGair chaahte hai.n
Tahir Faraz
Ghazal
kartaa hai kaam vo dil jo aql me.n na aave
ghar kaa mushiir kitnaa naadaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gazal kahii hai ko.ii bhaa.ng to nahii.n pii hai
mushaa.ere me.n tarannum se kyuu.n sunaa.uu.n mai.n
Mohammad Alvi
Ghazal
is zindagii se ham ko na duniyaa milii na dii.n
taqdiir kaa mushaahida karte guzar ga.ii
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
tamaam bazm KHafaa hai magar na jaane kyuu.n
mushaa.ire me.n 'shafaq' ko bulaanaa pa.Dtaa hai
Aziz Ahmad Khan Shafaq
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
bahaar kaun sii tujh me.n jamaal-e-yaar na thii
mushaahida thaa tiraa sair-e-laala-zaar na thii
Zeb Ghauri
Ghazal
mushaa.ere se hasii.n kyuu.n na chhiin le jaate
rubaa.iyaa.n mirii chaugoshiya kulaahe.n thii.n
Ameer Minai
Ghazal
gar ham mushiir hote allaah ke to kahte
yaanii visaal kii shab yaa rab daraaz karnaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
'mushiir' ahl-e-biinash mirii har Gazal me.n
dimaaG aur dil ko baham dekhte hai.n