SEARCH RESULTS
Showing search results for "musht-e-Gubaar"
Ghazal MATCHES FOR "musht-e-Gubaar"
Ghazal
mai.n daastaan-e-alamnaak kah nahii.n saktaa
ye ruuh daaKHil-e-musht-e-Gubaar hone kii
Khizr Abbas
Ghazal
vahii nahii.n use darkaar izn-e-KHaakii thaa
jo mil gayaa to ye musht-e-Gubaar naachtii hai
Tabassum Anwar
Ghazal
pahu.nchaa sabaa ke saath vo kuuche me.n yaar ke
dekho to hausla mire musht-e-Gubaar kaa
Shola Kararvi
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
hamaarii jaan kii qiimat chukaa rahe hai.n vo
milaa ke KHaak me.n musht-e-Gubaar dete hai.n
Aasi Faiqi
Ghazal
ajiib lutf hai is TuuTne bikharne me.n
ham ek musht-e-Gubaar ab chahaar-suu hu.e hai.n
Zafar Ajmi
Ghazal
mire KHudaa nahii.n thamtaa ye zulm kaa tuufaan
aur us ke saamne musht-e-Gubaar ya.anii mai.n
Iftikhar Raghib
Ghazal
uu.nchaa zamiin se ho to ye aasmaa.n bane
samjhe hai.n aap kyaa mire musht-e-Gubaar ko
Bismil Allahabadi
Ghazal
miT kar bhii chhuT sakii na zamii.n kuu-e-yaar kii
qismat to dekhiye mire musht-e-Gubaar kii
Raushan Banarasi
Ghazal
daaman se un ke lipTii kabhii ruKH se jaa lagii
kyaa kyaa maze na luuTe hai.n musht-e-Gubaar ne
Haji Shafiullah Shafi Bahraichi
Ghazal
ai musht-e-Gubaar-e-tan-e-farsuuda-e-aashiq
us kuu me.n zamii.n-giir hai giiv ab tuu havaa ho
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
KHirad ke zor se himmat ke baal-o-par le kar
kahaa.n kahaa.n se ye musht-e-Gubaar guzrii hai
Syed Hamid
Ghazal
Mohsin Ehsan
Ghazal
rahne de merii KHaak tuu us dar pe ai sabaa
musht-e-Gubaar-e-KHasta-dilaa.n mat uThaa.iyo
Mirza Mohammad Taqi Hawas
Ghazal
sulaiman ahmad mani
Ghazal
Samar Khanabadosh
Ghazal
Ramesh Tanha
Ghazal
irfaa.n kii raushnii se kuduurat chalii ga.ii
aa.iina ban gayaa mire musht-e-Gubaar kaa