SEARCH RESULTS
Showing search results for "musht-e-guhar"
Ghazal MATCHES FOR "musht-e-guhar"
Ghazal
na is ke saath hamaaraa bhii mol hone lage
hai.n kashmakash me.n ki musht-e-guhar kahaa.n khole.n
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
raas aa.ii 'guhar' KHuub mujhe dasht-navardii
har aabla-e-paa miraa gauhar kii tarah thaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
jab iKHtilaaf me.n sar ko uThaa.e ho.n mauje.n
to ai 'guhar' kabhii dariyaa ko paar mat karnaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
pahu.nchegaa faiz jis se zamaane ko ai 'guhar'
ilm-o-hunar kii mai.n vo ghaTaa chho.D jaa.uu.ngaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
dekh kar saaqii kii mastaana nigaahii ai 'guhar'
zindagii ko ham ne vaqf-e-jaam-o-miinaa kar diyaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
Guhar Khairabadi
Ghazal
Guhar Khairabadi
Ghazal
chamak rahaa vahii gauhar-e-vafaa ban kar
'guhar' jo ashk mirii chashm-e-intizaar me.n thaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
Guhar Khairabadi
Ghazal
sarfaraazii mirii qismat me.n na thii varna 'guhar'
nok-e-neza pe pahu.nchnaa ko.ii dushvaar na thaa
Guhar Khairabadi
Ghazal
'fazaa' mataa-e-qalam ko sa.nbhaal kar rakkho
ki aaftaab isii durj-e-guhar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
paaya-e-KHisht-o-KHazaf aur guhar se uu.nchaa
qad yahaa.n be-hunarii kaa hai hunar se uu.nchaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jab sarf-e-guftuguu huu.n to dekhe unhe.n ko.ii
manzuur ho jo abr-e-guhar-baar dekhnaa
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
qatro.n ko roz dete hai.n ye dars-e-ijtihaad
phir kaise maan luu.n ki guhar bolte nahii.n
Aulad-e-Rasool Qudsi
Ghazal
rahne de merii KHaak tuu us dar pe ai sabaa
musht-e-Gubaar-e-KHasta-dilaa.n mat uThaa.iyo