SEARCH RESULTS
Showing search results for "mushtamil"
Ghazal MATCHES FOR "mushtamil"
Ghazal
hai mushtamil numuud-e-suvar par vajuud-e-bahar
yaa.n kyaa dharaa hai qatra o mauj-o-habaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
ye zindagaanii kisii kii yaado.n se muttasil hai
so us ke jaane pe dil miraa mujh se mushta.il hai
Ajiz Kamaal Rana
Ghazal
ko.ii KHushii na ko.ii ranj mustaqil hogaa
fanaa ke rang se har rang muttasil hogaa
Ameer Imam
Ghazal
ajab maujuudgii hai jo kamii par mushtamil hai
kisii kaa shor merii KHaamushii par mushtamil hai
Saeed Shariq
Ghazal
ko.ii din sabr ke phir mundamil ho jaa.egaa Gam
nishaa.n rah jaa.egaa aur mustaqil ho jaa.egaa Gam
Kamran Nafees
Ghazal
chand din par mushtamil hai zindagii insaan kii
phir bhii ai naadaan tujh ko is pe itnaa naaz hai
Sajida Khatoon Tishna
Ghazal
hamaare dil ko abhii mustaqil pataa na banaa
hame.n pataa hai tiraa dil udhar lagegaa nahii.n
Umair Najmi
Ghazal
kyaa aise kam-suKHan se ko.ii guftuguu kare
jo mustaqil sukuut se dil ko lahuu kare
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
zindagii jitnii bhii hai ab mustaqil sahraa me.n hai
aur is sahraa me.n teraa duur tak saayaa nahii.n
Parveen Shakir
Ghazal
mustaqil nahii.n 'amjad' ye dhu.aa.n muqaddar kaa
lak.Diyaa.n sulagne me.n der kuchh to lagtii hai
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
mushtarii dil kaa ye kah kah ke banaayaa un ko
chiiz anokhii hai na.ii jins hai maal achchhaa hai