SEARCH RESULTS
Showing search results for "musir"
Ghazal MATCHES FOR "musir"
Ghazal
Jawad Sheikh
Ghazal
kyuu.n log musir hai.n ki sune.n merii kahaanii
ye haq mujhe haasil hai sunaa.uu.n ki chhupaa.uu.n
Athar Nafees
Ghazal
jo mu.nh dikhaa.ii kii rasmo.n pe hai musir ibliis
chhupe.ngii hazrat-e-havvaa kii beTiyaa.n kab tak
Akbar Allahabadi
Ghazal
markaz-e-shahr me.n rahne pe musir thii KHilqat
aur mai.n vaabasta tire dil ke mazaafaat se thaa
Aitbar Sajid
Ghazal
taariiKH kah rahii hai ki chehra badal gayaa
insaan hai musir ki vahii apnii shakl hai
Ibrat Machlishahri
Ghazal
bahut musir the KHudaayaan-e-saabit-o-sayyaar
so mai.n ne aa.ina o aasmaa.n pasand kiye
Sarvat Husain
Ghazal
tajdiid-e-rasm-o-raah pe vo to rahaa musir
vo bevafaa magar mujhe achchhaa nahii.n lagaa
Laeeq Akbar Sahaab
Ghazal
bahut din se musir is baat par vo mehrbaa.n hai
ki mai.n dil ko rahiin-e-sohbat-e-naa-shaad kar duu.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
pahle jabii.n havaala-e-taqdiir kar chuke
dil musir hai ki kaar-kunaan-e-qazaa ai
Anwar Dehlvi
Ghazal
dil hai udaas ab to is tazkire ko badlo
kyo.n ho musir ki sun lo us bevafaa kii baate.n
Dua Ali
Ghazal
dil dha.Dakne pe musir thaa so dha.Daktaa hii gayaa
lamha-e-diid kii aa.nkho.n ne nigah-daarii kii
Mohsin Changezi
Ghazal
dhuul the tum mire qadmo.n se lipaTne pe musir
KHaak the chaak pe jaane se zarra saa pahle
Tasleem Niyazi
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
Nizamuddin Nizam
Ghazal
kyo.n musir ho ki Galat baat kii taa.iid karuu.n
mai.n to is jurm pe apnaa bhii taraf-daar nahii.n
Shayar Jamali
Ghazal
musir hai 'aql ki mantiq me.n aa.e uqda-e-jaa.n
qadam qadam pe magar dil bashaarate.n maa.nge