SEARCH RESULTS
Showing search results for "muskaan"
Ghazal MATCHES FOR "muskaan"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
tasviir banaate jo ham is shoKH-adaa kii
laazim thaa ki muskaan hii muskaan banaate
Fazil Jamili
Ghazal
bujh ga.ii sham.a kii lau tere dupaTTe se to kyaa
apnii muskaan se mahfil ko munavvar kar de
Sada Ambalvi
Ghazal
Taimur Hasan
Ghazal
ho.nTo.n pe jo tere hai ye muskaan mirii jaan
le jaa.egii ik roz mirii jaan mirii jaan
Sulaiman Jazib
Ghazal
Anis Abr
Ghazal
kisii ke sub.h keii muskaan honaa
a.ndhere ghar me.n raushan-daan honaa
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
bikhrii ho jaise chaa.ndnii barg-e-gulaab par
muskaan us ke ho.nTo.n pe aaise pa.Dii rahe
Zakariya Shaz
Ghazal
bachcho.n kii muskaan bahut hii mah.ngii hai
do do paise roz bachaanaa pa.Dtaa hai
Pratap Somvanshi
Ghazal
aa.nkh me.n tanz-o-ra.uunat kii chamak baaqii rahe
lab pe ye talKH sii muskaan mubaarak ho tujhe
Mohammad Shahid Firoz
Ghazal
phuulo.n kaa ra.ng-o-ruup nikhartaa chalaa gayaa
naazuk labo.n pe aap ke muskaan dekh kar
Anwar Shadani
Ghazal
mere chehre pe yahii dekh ke bikhrii muskaan
mai.n pareshaan huu.n aur us ko pareshaanii hai
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
ho.nTo.n pe agarche mire muskaan sajii hai
ab bhii mirii palko.n pe to halkii sii namii hai