SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustarad"
Ghazal MATCHES FOR "mustarad"
Ghazal
kar ke KHud apne saare subuuto.n ko mustarad
u.nglii uThaa rahaa huu.n mai.n apne vajuud par
Jahangeer nayab
Ghazal
qubuul vo jise kartaa vo iltijaa nahii.n kii
du.aa jo vo na kare mustarad nahii.n maa.ngii
Ahmad Faraz
Ghazal
ye ahd rad kaa ahd thaa so rasm mustarad hu.ii
masiih-e-vaqt daar par kha.Daa milaa nahii.n milaa
Atif tauqeer
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
mustarad ho gayaa jab teraa qubuulaa hu.aa mai.n
yaad kyaa aa.uu.ngaa is tarah se bhuulaa hu.aa mai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
sabhii uzr-haa-e-gunaah jab hu.e mustarad
to daliil kaisii difaa-e-kaar-e-savaab me.n
Syed Mubarak Shah
Ghazal
kisii ke faisle ko mustarad karne se pahle
hame.n bhii Gair jaanib-daar honaa chaahiye thaa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
is darja merii zaat se us ko hasad hu.aa
jo bhii savaal mai.n ne kiyaa mustarad hu.aa
Hasan Rizvi
Ghazal
mai.n is kahaanii me.n tarmiim kar ke laayaa huu.n
jo tum ko pahle sunaa.ii thii mustarad samho
Abid Malik
Ghazal
mujhe duusro.n ke muqaable kiyaa mustarad
magar in dino.n vo javaan thaa so nahii.n rahaa
Naseem Nikhat
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
mire hii dam se kahaanii me.n ma.anaviyyat thii
miraa shumaar magar harf-e-mustarad me.n rahaa
Hira Nand Soz
Ghazal
ajab sazaa hai ki mere du.aa.o.n vaale huruuf
na mustarad hu.e ab tak na mustajaab hu.e