SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutaalba"
Ghazal MATCHES FOR "mutaalba"
Ghazal
kuchh phal zaruur aa.e.nge roTii ke pe.D me.n
jis din miraa mutaalba manzuur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
mujhe dost kahne vaale zaraa dostii nibhaa de
ye mutaalba hai haq kaa ko.ii iltijaa nahii.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
Aal-e-Umar
Ghazal
kiijiye na kyuu.n mutaalba-e-vasl ai 'zafar'
kii hai vafaa to is kaa sila lenaa chaahiye
Zafar Iqbal
Ghazal
Muslim Shameem
Ghazal
tum se to hai 'zafar' kaa bas itnaa mutaalba
KHud se ise ziyaada judaa mat kiyaa karo
Zafar Iqbal
Ghazal
mai.n ne kahaa mutaalba ko.ii nahii.n miraa
kahne lage ki aap to bilkul sudhar ga.e
Khalid Mubashshir
Ghazal
chhu.e baGair charaaGo.n ko vo guzar jaa.e
havaa se ko.ii bhii aisaa mutaalba na kare
Ramz Azimabadi
Ghazal
shikva gila mutaalba fariyaad kuchh to ho
jiinaa agar hai ai dil-e-barbaad kuchh to ho
Ghulam Husain Raaz
Ghazal
tum apnii zaat se ko.ii mutaalba na karo
ham apne-aap se kar ke nibaah dekhte hai.n
Rahat Hasan
Ghazal
yahii mutaalba 'raziya' hai aaj munsif se
hamaare sabr-o-razaa kaa ko.ii sila diyaa jaa.e
Raziya Subhan
Ghazal
mai.n zindagii se bahut kuchh mutaalba kartaa
tirii nigaah ne KHaamosh kar diyaa mujh ko
Ehsan Darbhangavi
Ghazal
ye qaa.ede kii baat thii talab mirii bhii shaad ho
zaraa saa thaa mutaalba vo be-nuqat sunaa gayaa
Danish Asari
Ghazal
Athar Ziai
Ghazal
Iftikhar Ahamad Siddiqi
Ghazal
kisii raah-rau kii jaanib se ko.ii mutaalba hai
ko.ii baat hai jo 'raf'at' ke qadam Thahar ga.e hai.n