SEARCH RESULTS
Showing search results for "muttal.a"
Ghazal MATCHES FOR "muttal.a"
Ghazal
kaun saa us me.n takalluf nahii.n paate har-chand
na murassaa na mozahhab na mutallaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
masarrato.n kaa to sat.hii mutaala hai magar
Gam-e-hayaat kii gahraa.iyaa.n nahii.n ma.aluum
Shakeel Badayuni
Ghazal
mai.n pahlii baar huu.n zer-e-mutaala 'daanish'
abhii kahii.n pe nishaa.n tak nahii.n lagaa mujh ko
Danish Naqwi
Ghazal
ye shaa.irii ye aap kaa zauq-e-mutaala
fursat kaa mashGala hai faraaGat kii baat hai
Talib Dehlavi
Ghazal
hu.aa ba-madrasa-e-ishq jab se taalib-e-ilm
bahut hai apne mutaala ko ek dam kii kitaab
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
muttal.a matl.a-e-'ehsaa.n' se tuu ho rashk-e-qamar
tujh pe aashiq hu.e paiGaam ke laane vaale
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
mutaala kii numaa.ish hii jin kaa maqsad thaa
milaa na kuchh bhii unhe.n umr bhar kitaabo.n me.n
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
jadvale.n sone kii yaaquut raqam ne khii.nchii
yaa hai mus.haf pe sar-e-lauh mutallaa sehraa
Nasim Maysori
Ghazal
ko.ii kitaab uThaa.uu.n to KHuu.n Tapaktaa hai
ye kaun kar gayaa zaKHmii mutaala meraa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
mutaala kii jo vaadii se ho ke bahtaa hai
vo hai mirii nigah-e-intiKHaab kaa dariyaa
Nadim Balkhi
Ghazal
mutaala kii numaa.ish hii jin kaa maqsad thaa
milaa na kuchh bhii unhe.n umr-bhar kitaabo.n me.n
Krishn Gopal Maghmum
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
vo to KHush-buu hai havaa.o.n me.n bikhar jaa.egaa
mas.ala phuul kaa hai phuul kidhar jaa.egaa