SEARCH RESULTS
Showing search results for "muzmahil"
Ghazal MATCHES FOR "muzmahil"
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
fazaa udaas hai rut muzmahil hai mai.n chup huu.n
jo ho sake to chalaa aa kisii kii KHaatir tuu
Ahmad Faraz
Ghazal
kuchh din se intizaar-e-savaal-e-digar me.n hai
vo muzmahil hayaa jo kisii kii nazar me.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
bharuu.n mai.n rang na.e muzmahil tamannaa me.n
udaas raat ko aasuuda-e-bahaar karuu.n
Ahmad Hamdani
Ghazal
Jameel Mazhari
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
muzmahil se baam-o-dar KHasta-haal diivaare.n
baap kii nishaanii hai vo makaan rahne do
Azra Naqvi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Suroor Barabankvi
Ghazal
ahd-e-vafaa ko to.D ke ham bhii hai.n muzmahil
tum bhii udhar ho chaak garebaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
vaqt-e-safar judaa.ii ke lamhaat-e-muzmahil
ik bevafaa kii aa.nkh kaa kaajal bhigo ga.e
Zaheer Ahmad Zaheer
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
tamaam-raat bhaTaktaa phiraa hai sa.Dko.n par
hu.ii hai sub.h abhii shahr muzmahil hogaa
Ameer Imam
Ghazal
kaun hai tujh saa jo baa.nTe mirii din bhar kii thakan
muzmahil raat hai bistar kaa badan dukhtaa hai
Jamuna Parsad Rahi
Ghazal
kuchh muzmahil saa mai.n bhii rahtaa huu.n apne andar
vo bhii bahut dino.n se biimaar chal rahaa hai