SEARCH RESULTS
Showing search results for "naafe"
Ghazal MATCHES FOR "naafe"
Ghazal
mushkii.n libaas-e-kaaba alii ke qadam se jaan
naaf-e-zamiin hai na ki naaf-e-Gazaal hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq ke badle me.n rusvaa.ii milii hai ya.anii
naf.e ke naam pe nuqsaan liyaa hai mai.n ne
Kashif Lashari
Ghazal
halqa kii naaf-e-yaar ke taa'riif kyaa karuu.n
gol aisaa daa.era nahii.n parkaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ahl-e-vahshat ko magar kaun bataataa jaa kar
ho gayaa naaf-e-Gazaalii.n ko.ii ghar par rakkhaa
Abbas Tabish
Ghazal
naafe jo thii.n mizaaj ko avval so ishq me.n
aaKHir unhii.n davaa.o.n ne ham ko zarar kiyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
khii.nch kar teG kamar se kise dikhlaate ho
naaf-e-ma.ashuuq nahii.n huu.n jo mai.n Tal jaa.uu.ngaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ta.amiir jo ka.abe kii hu.ii naaf-e-zamii.n me.n
shaayad ye zamii.n thii na KHaraabaat ke qaabil
Muzaffar Ali Aseer
Ghazal
Atir Ali Syed
Ghazal
mai kii baabat KHayaal kar vaa.iz
is me.n naf.e bhii hai.n zarar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
miT ke mere ghar kii raunaq aalam-e-ibrat banii
dasht bhii viiraa.n hai lekin naf-e-viiraanii kahaa.n
Mani Jayasi
Ghazal
barq-e-jamaal naafe-e-maa-o-shumaa hu.ii
kyaa zikr-e-sham-e-tuur ki vo bhii KHamosh hai