SEARCH RESULTS
Showing search results for "naagan"
Ghazal MATCHES FOR "naagan"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
laakh Gam siine se lipTe rahe naagan kii tarah
pyaar sachchaa thaa mahaktaa rahaa chandan kii tarah
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Gam-e-zamaana kii naagan ne Das liyaa sab ko
vahii bachaa jo tirii zulf ke asar me.n thaa
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
Gam ke thape.De le ga.e naagan se lambe baal
raato.n me.n ja.ngalo.n kaa vo saaya kahaa.n se aa.e
Kishwar Naheed
Ghazal
us ke shoKH labo.n kii laalii Das legii
naagan jaisii aa.nkho.n vaalii Das legii
Yahya Khan Yusuf Zai
Ghazal
aks-afgan hai tire saaGar-e-sahbaa me.n ye zulf
tuu abas ai but-e-mai-kash use naagan samjhaa
Shah Naseer
Ghazal
Ilyas Ishqi
Ghazal
pii le jo lahuu dil kaa vo ishq kii mastii hai
kyaa mast hai ye naagan apne hii ko Dastii hai
Shamim Karhani
Ghazal
maslahat kaa ye taqaazaa hai ki bach kar rahiye
aaj kaa daur hai biphrii hu.ii naagan kii tarah
Kamal Lakhnavi
Ghazal
Shaad Aarfi
Ghazal
vo zulf havaa se mujhe barham nazar aa.ii
u.Dtii hu.ii naagan qadd-e-aamdam nazar aa.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ban ke u.D naagan mo.azzin ko Dase zulf-e-sanam
vasl kii shab ko azaan-e-sub.h kaa khaTkaa buraa