SEARCH RESULTS
Showing search results for "naap-tol"
Ghazal MATCHES FOR "naap-tol"
Ghazal
junuun-e-'ishq kahaa.n naap-tol jaane hai
agar hu.ii hai mohabbat shadiid kii jaa.e
Farooq rahman
Ghazal
rakhte hai.n naap tol ke vo har qadam 'shamiim'
pyaarii lage hai un kii adaa Te.Dhii chaal me.n
Shamim Hashimi
Ghazal
mai.n apne dil se muKHaatib thaa taajiro.n se nahii.n
ki naap tol ke sab kuchh kahaa sunaa hotaa
Nomaan Shauque
Ghazal
Farhan Hanif Warsi
Ghazal
hakiim apne hii saa.e kii naap-tol me.n Garq
faroG-e-fikr magar aql ke giraav se hai
Mohammed Nabi Khan Jamal Soveda
Ghazal
na to chaupaal na panghaT na to kheto.n jaisaa
shahr me.n ek bhii manzar nahii.n gaa.nv jaisaa
Mohsin Ummeedi Burhanpuri
Ghazal
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
na to aaGaaz na anjaam pe ronaa aayaa
apnii diqqat kii har ik shaam pe ronaa aayaa
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
na to usluub na andaaz giraa.n guzraa hai
us pe meraa fan-e-parvaaz giraa.n guzraa hai
Shamshad shaad
Ghazal
na to usluub na andaaz giraa.n guzraa hai
us pe meraa fan-e-parvaaz giraa.n guzraa hai
Shamshad shaad
Ghazal
mohabbat ko na tolo mohabbat be-bahaa hai
mohabbat dil me.n gholo mohabbat to du.aa hai
Dua Ali
Ghazal
aa.iina dekh kar na to shiishe ko dekh kar
hairaan dil hai aap ke chehre ko dekh kar
Amber Waseem Allahabadi
Ghazal
na to kaamil na hii taa'miir me.n hai.n
mire kuchh KHvaab abhii zanjiir me.n hai.n