SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaqid"
Ghazal MATCHES FOR "naaqid"
Ghazal
chalaa chal sar uThaa kar yaar 'naaqid'
lagii ab tak ko.ii tohmat nahii.n hai
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
Rakesh Rahi
Ghazal
Asad Badayuni
Ghazal
ye baat aur hai naaqid rahe zamaana magar
jahaa.n se miT nahii.n sakte nuquush-e-tesha-fan
Darshan Singh
Ghazal
miTaa rahe hai.n mujhe mere qaarii-o-naaqid
kisii ne samjhaa kahaa.n harf-e-mo'tabar mujh ko
Ajeet Singh Hasrat
Ghazal
vo ban gayaa miraa naaqid pataa nahii.n kyuu.n kar
miraa kalaam to us ne kabhii pa.Dhaa hii nahii.n
Badiuzzaman Khawar
Ghazal
suKHan-navaaz mire nukta-chii.n mire naaqid
mujhe shikaar-e-itaab-o-jalaal kartaa jaa
Mazhar Imam
Ghazal
laakh naa-vaaqif-e-urdu huu.n magar ai naaqid
guftuguu kar sakuu.n itnaa to adab jaantaa huu.n
Saleem Siddiqui
Ghazal
Krishn Adeeb
Ghazal
ho gar KHataa sazaa kaa muqarrar hai ek din
'naaqid' zahe-nasiib ki vo vaqt Tal gayaa
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
nisbat hai nagiine se ye bolii hai hamaarii
kyaa naaqid-e-fan ham se tuu irshaad kare hai
Rifat Sarosh
Ghazal
jo kahte hai.n kahte rahe.n ahl-e-duniyaa
magar ham to 'naaqid' sadaa sach kahe.nge
Shabbir Naqid
Ghazal
adiib-o-naaqid-o-naqqaash-o-ahl-e-raqs-o-Ginaa
chale.n KHushii se hukuumat kii chaal kyaa kahiye
Mohan Singh Deewana
Ghazal
jaane kise nasiib ho 'bebaak' aagahii
naaqid jadiid daur kaa taKHmiin-o-zan me.n hai
Bebak Bhojpuri
Ghazal
kun kii manzil par rukaa hai qaafila taqdiir kaa
bas ki hai naaqid musavvir apnii hii tasviir kaa
Shakeel Haidar
Ghazal
'naaqid' hai be-zabaan kha.Daa dar pe naama-bar
chehre pe us ke aap kii tahriir dekh lii