SEARCH RESULTS
Showing search results for "naaqidaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "naaqidaa.n"
Ghazal
naaqidaan-e-fan kaa istiqbaal hai 'saajid' magar
naaqido.n ko Gair-jaanib-daar honaa chaahiye
Zameeruddin Sajid
Ghazal
yahii hunar kaa sila hai to naaqidaan-e-suKHan
kisii usuul ke parde me.n dushmanii hii karo
Hasan Naim
Ghazal
ku.aa.n hai aur sabhii naaqidaan-e-sher-o-adab
mire kalaam pe un kii nazar nahii.n na sahii
Roohi Kanjahi
Ghazal
Rizwanullah
Ghazal
Kamal Jafari
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
ruuho.n ke parda-posh gunaaho.n se be-KHabar
jismo.n kii nekiyaa.n hii ginaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
uThtii nahii.n hai aa.nkh magar us ke ruu-ba-ruu
naadiida ik nigaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
aa.inda shaam ko ham royaa ku.Dhaa kare.nge
mutlaq asar na dekhaa naaliidan-e-sahar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
abr-e-naisaa.n ye tunuk-baKHshii-e-shabnam kab tak
mere kohsaar ke laale hai.n tahii-jaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
aa.nkhe.n suukhii hu.ii naddiyaa.n ban ga.ii.n
aur tuufaa.n ba-dastuur aate rahe
Khumar Barabankavi
Ghazal
vo husn jise ham ne rusvaa kiyaa duniyaa me.n
naadiida haqiiqat hai naa-gufta kahaanii hai