SEARCH RESULTS
Showing search results for "naatak"
Ghazal MATCHES FOR "naatak"
Ghazal
ko.ii kahaanii jab bojhal ho jaatii hai
naaTak ke kirdaar ulajhne lagte hai.n
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
Thiik hone kaa naaTak kahaa.n tak kare.n
chaaraagar ko KHabar hai ke biimaar huu.n
Anant Gupta
Ghazal
Wali Aasi
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
ye ishq vishq kaa naaTak bhii KHatm hii samjho
vo man ke manch kaa parda giraa ke niklii hai
Tanveer Ghazi
Ghazal
naaTak me.n zaraa male se female banaa thaa
choTii mere piichhe thii to lah.ngaa mire aage
T N Raaz
Ghazal
marne vaalaa dekh rahaa thaa sab naaTak
sab masruuf the apnii jebe.n bharne me.n
Shabnam Rumani
Ghazal
Asif Bilal
Ghazal
magar ye qatl-o-Gaarat film naaTak kyaa Drama hai
haqiiqat talKH hai itnii fasaana saath chaltaa hai
Safwat Ali Safwat
Ghazal
ye tasallii ye dilaasa ye sahaaraa naaTak
kitnaa pyaaraa hai mire yaar tumhaaraa naaTak
Aarif Nazeer
Ghazal
mai.n ne bhii KHud ko tamaashaa.ii samajh rakkhaa hai
tuu bhale roz dikhaataa rahe naaTak mujh ko
Ghazal
kirdaar thaa kahaanii me.n maut apnii mar gayaa
naaTak ye chal rahaa hai faqat her-pher se
Tariq Mahmood
Ghazal
afsos ye naaTak sar-e-baazaar hu.aa thaa
mai.n pii ke bahakne pe bahut KHvaar hu.aa thaa
Anwar Shuoor
Ghazal
jiivan me.n naaTak to chalte rahte hai.n
naaTak ko lekin jiivan kam miltaa hai