SEARCH RESULTS
Showing search results for "naav-nosh"
Ghazal MATCHES FOR "naav-nosh"
Ghazal
dekhuu.n jidhar faqat hai hayaa-huu-e-kaam-o-aaz
miltaa hai jo Gariiq-e-balaa-haa-e-naav-nosh
Akhlaq Ahmad Ahan
Ghazal
kaun afsurda javaanii ko jilaa degaa 'KHizar'
ahd-e-naav-nosh kii sham.e.n pighal jaane ke ba.ad
Khizr Barni
Ghazal
ham to jis mahfil me.n baiThe shaGl-e-naav-nosh thaa
zindagii me.n maut bhii aa.egii kis ko hosh thaa
Aarif Naqshbandi
Ghazal
us chashm-e-mai-farosh se ha.ngaam-e-naav-nosh
phuuTaa vo sail-e-nuur ki lau de uThe ayaaG
Jameel Malik
Ghazal
jamshed jis ne vaz' kiyaa jaam kyaa hu.aa
ve nasiihate.n kahaa.n ga.ii.n kiidhar ve naav-nosh
Meer Taqi Meer
Ghazal
dekhaa ye naav-nosh ki niish-e-firaaq se
siina tamaam KHaana-e-zambuur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mahfil bhii nuur-baar hai saaqii bhii KHum ba-dosh
mere hii naav nosh kaa meyaar ghaT gayaa
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
vaa'iz buraa na kah mirii bazm-e-nashaat ko
yaa.n par tirii bahisht se kam naav-nosh hai
Azwar Shirazi
Ghazal
na noch kar use siine se phe.nk de apne
kisii kii yaad kaa kuchh kuchh KHumaar rahne de
Sadiq Bajwa
Ghazal
na noch kar ise siine se phe.nk de apne
kisii kii yaad kaa kuchh kuchh KHumaar rahne de
Sadiq Bajwa
Ghazal
amrit ke jhaale mar kiyaa laa-taqnatuu kii hai.n
is bazm me.n ye mashGala-e-naa.o-nosh hai
Dattatriya Kaifi
Ghazal
nashsha ba.Dhtaa hai hame.n der me.n mai-noshii ke ba.ad
us kii gunjaan KHamoshii kii navaa-noshii se
Farhat Ehsas
Ghazal
jahaan jin se thaa ik bazm naa-o-nosh tamaam
kahaa.n vo baada-gusaar ab kahaa.n vo maiKHaane
Jigar Barelvi
Ghazal
kuchh jis ke paas niish-o-namak ke sivaa na thaa
chaak-e-jigar kaa us ko rafuu-gar kahaa gayaa
Nau Bahar Sabir
Ghazal
jo ain-e-naa-e-nosh ho us baada-nosh ko
jaam-o-subuu na KHum-kada-o-taak chaahiye