SEARCH RESULTS
Showing search results for "naav-nosh"
Nazm MATCHES FOR "naav-nosh"
Nazm
KHatun-e-mashriq
chhaa.nv bhii hogii na terii bazm-e-naav-nosh me.n
teraa partav tak rahegaa sharm ke aaGosh me.n
Josh Malihabadi
Nazm
ghaalib
kaif-e-suKHan se mast huu.n terii Gazal sunii.n
is bazm me.n jinhe.n havas-e-naav-nosh hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
urus-ul-bilad
siyaasato.n ke mazaahir, KHuluus bahr-e-KHuluus
ye rat-jago.n kii jagah, naav-nosh kaa ga.D.h hai
Akhtarul Iman
Nazm
naya ek jahan
na noch kar ko.ii khaa rahaa ho
ki ko.ii vahshat kaa raqs kar ke
Zohheb Farooqui Afrang
Nazm
KHizr-e-rah
fitrat-e-askandarii ab tak hai garm-e-naa.o-nosh
bechtaa hai haashmii naamuus diin-e-mustafaa
Allama Iqbal
Nazm
bachpan
bachpan ke dukh kitne achchhe hote the
tab to sirf khilaune TuuTaa karte the
Sameena Aslam Sameena
Nazm
hawa ko aawara kahne walo
havaa ko aavaara kahne vaalo
kabhii to socho, kabhii to likkho
Noshi Gilani
Nazm
naqab jitne hain
safar me.n pesh ko.ii haadisa bhii mumkin hai
zaraa se der me.n aah-o-bukaa bhii mumkin hai
Firoz Natiq Khusro
Nazm
aarzuon ko wusat na do
aarzu.o.n ko vus.at na do
apne hii daa.ere me.n muqayyad karo
Aabid Adeeb
Nazm
mader-e-watan ka nauha
mere badan par baiThe hu.e gidh
mere gosht kii boTii boTii noch rahe hai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
shri-krishn
madh-bhare nain se aa.nkhe.n na milaa.o 'kaifii'
log mash.huur na kar de.n tumhe.n mai-nosh kahii.n
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
aurat
tum mirii aavaaz dabaa nahii.n sakte
mire likkhe hu.e alfaaz miTaa nahii.n sakte