SEARCH RESULTS
Showing search results for "naavak"
Ghazal MATCHES FOR "naavak"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ai naavak-e-Gam dil me.n hai ik buu.nd lahuu kii
kuchh aur to kyaa ham se mudaaraat banegii
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
naavak-andaaz jidhar diida-e-jaanaa.n ho.nge
niim-bismil ka.ii ho.nge ka.ii be-jaa.n ho.nge
Momin Khan Momin
Ghazal
har ko.ii naavak o tarkash kii dukaa.n puuchhtaa hai
kisii gaahak ko magar apnaa badan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kyuu.n na Thahre.n hadaf-e-naavak-e-bedaad ki ham
aap uThaa laate hai.n gar tiir KHataa hotaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aks kii un pe nazar aa.ine pe un kii nigaah
do kamaa.n-daaro.n me.n naavak-faganii hotii hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
ise bhii naavak-e-jaanaa.n tuu apne saath letaa jaa
ki merii aarzuu dil se nikalne ko tarastii hai
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
qurbaa.n tirii aa.nkho.n ke sadqe tarii nazro.n ke
thaa haasil-e-sad-naavak jo zaKHm-e-jigar dekhaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
tamaam umr tire iltifaat ko tarsaa
vo shaKHs jo hadaf-e-naavak-e-Gazab bhii nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
nahii.n qaraar gha.Dii bhar kisii ke pahluu me.n
ye zauq hai tire naavak ko dilrubaa.ii kaa
Ameer Minai
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yakka-taaz o neza-baaz o arbada-juu tund-KHuu
teG-zan dashna-guzaar o naavak-afgan aap hai.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
jitne naavak hai.n kamaa.n-daar tire tarkash me.n
kuchh mire dil ke hai.n kuchh mere jigar ke aashiq
Ameer Minai
Ghazal
lazzat-e-naavak-e-Gam 'zauq' se ho puuchhte kyaa
lab pa.De chaaTte hai.n zaKHm-e-jigar dekhte ho