SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafs-e-rahzan"
Ghazal MATCHES FOR "nafs-e-rahzan"
Ghazal
asar kar ga.ii nafs-e-rahzan kii dhamkii
ki yaa.n mard kam aur zanaane bahut hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
mai.n be-niyaaz-e-rahbar-o-rahzan huu.n ai nadiim
kyo.n dekhtaa hai Gaur se har kaarvaa.n mujhe
Shivraj Bahar
Ghazal
jo pairav-e-havaa-e-nafs-o-banda-e-havas hu.aa
use ye Gam vo vaqt kaa imaam kyuu.n nahii.n rahaa
Irfan Waheed
Ghazal
sitam-zariif zamaane ne chun liyaa ham ko
giraanii-e-nafs-o-garmii-e-navaa ke liye
Rais Amrohvi
Ghazal
nafs-e-sag-e-paliid ko gar apne maariye
maanind-e-sher dasht-e-jahaa.n me.n Dakaariye
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
Syed Tamjeed Haider Tamjeed
Ghazal
dil se KHayaal-e-dahshat-e-rahzan to jaa chukaa
lekin malaal-e-saazish-e-rahbar nahii.n gayaa
Syed Mubarak Shah
Ghazal
nafs-e-ammaara se nafs-e-mutma.inna tak kii rah
aatishii.n mausam zamii.n pur-KHaar aur tanhaa safar
Javed Jamil
Ghazal
murGaan-e-baaG me.n mire naale kaa shor hai
har-chand mai.n abhii nafs-e-naa-kashiida huu.n
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Alimullah
Ghazal
be-shubah ai 'qalaq' sag-e-duniyaa hai vo bashar
jis ne ba-dil itaa.at-e-nafs-e-paliid kii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
iz.haar-e-mudda.aa ho 'shifaa' is adaa ke saath
dast-e-du.aa bhii vaaqif-e-nafs-e-du.aa na ho
Shifa Gwaliari
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
kyo.n baar baar mujh se vo puuchhte hai.n yaaro
haalaa.nki jaante hai.n jo nafs-e-mudda'aa hai