SEARCH RESULTS
Showing search results for "nafsiyaat"
Ghazal MATCHES FOR "nafsiyaat"
Ghazal
badal chukaa hai miraa lams nafsiyaat us kii
ki rakh diyaa hai use mai.n ne an-chu.aa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
gire hu.o.n kii ajab nafsiyaat hai 'baabar'
sab ek duusre ko aasraa samajh rahe hai.n
Iliyas Babar Aawan
Ghazal
khultii ga.ii ik ek girah nafsiyaat kii
juu.n juu.n Gazal me.n tere havaale se baat kii
Shaukat Wasti
Ghazal
KHudaa kaa bhii ko.ii shaayad suraaG mil jaa.e
samajh lii jaa.e agar nafsiyaat aadmii kii
Amaan Abbas
Ghazal
hame.n shaGaf hai hamesha se nafsiyaat ke saath
'amal se ba.Dh ke 'amal ke muharrikaat ke saath
Sajid Raheem
Ghazal
kahuu.n jo karb faqat karb-e-zaat samjhoge
magar kabhii to mirii nafsiyaat samjhoge
Aftab Arif
Ghazal
bashar bashar ne muqaffal kiyaa hai baab-e-amal
har ek zehn hu.aa kaisii nafsiyaat me.n gum
Abrar Kiratpuri
Ghazal
Sajid Raheem
Ghazal
yahii to ik daliil hai mariiz-e-nafsiyaat kii
aduu ye zimmedaariyaa.n hai.n apnii vaajibaat kii
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
sach me.n akelaa chho.D diyaa ham ne jab kahaa
us ko ko.ii samajh hii nahii.n nafsiyaat kii
Dr. Bhawana Srivastava
Ghazal
garmii ba.Dhii dimaaG kii dil ho ga.e hai.n sard
az-ruu-e-nafsiyaat bas itnii sii baat hai
Amn Lakhnavi
Ghazal
parinde qaid hai.n tum chahchahaahaT chaahte ho
tumhe.n to achchhaa-KHaasaa nafsiyaatii mas.ala hai
Umair Najmi
Ghazal
ye nafsiyaatii mariizo.n kaa shahr hai 'qaisar'
ko.ii savaal uThaa.oge maare jaa.oge