SEARCH RESULTS
Showing search results for "naft"
Ghazal MATCHES FOR "naft"
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ab tak to jo qismat ne dikhaayaa vahii dekhaa
aa.inda ho kyaa nafaa o zarar dekh rahe hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Ghazal
mai.n apne aap ko dekhuu.n vo mujh ko dekhe jaa.e
vo mere nafs kii gumraahiyo.n kaa saathii ho
Iftikhar Arif
Ghazal
apnii nafii to falsafii-jii qatl-e-nafs hai
kahiye ko.ii ye jurm sujhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
naaf-piyaale ko tire dekh liyaa muGaa.n ne jaan
saare hii mai-kade kaa aaj kaam tamaam ho gayaa
Jaun Eliya
Ghazal
ishq kii raah ke meyaar alag hote hai.n
ik judaa zaa.icha-e-nafaa-o-zarar bantaa hai
Jaleel 'Aali'
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
taarii ho mujh pe kaun sii haalat mujhe bataa.o
meraa hisaab-e-naf-o-zarar kis ke paas hai
Jaun Eliya
Ghazal
jaanii mai.n tere naaf-piyaale pe huu.n fidaa
ye aur baat hai tiraa paikar bhii kuchh nahii.n