SEARCH RESULTS
Showing search results for "najis"
Ghazal MATCHES FOR "najis"
Ghazal
daamaan-e-tar kii lo KHabar ai zaahidaan-e-KHushk
is jaama-e-najis se nahii.n hai ravaa namaaz
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
rahaa najis kaa najis hii ki mail thaa dil me.n
mire badan kii tahaarat na mere kaam aa.ii
Amar Ruhani
Ghazal
sag-e-najis me.n safaa.ii ye kis balaa kii hai
jahaa.n bhii baiThaa hai pahle jagah ko saaf kiyaa
Nazeer Ali Adeel
Ghazal
maanind-e-KHaama terii zabaa.n par hai harf-e-Gair
begaana shai pe naazish-e-bejaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
kaun saa qahr ye aa.nkho.n pe hu.aa hai naazil
ek muddat se ko.ii KHvaab na dekhaa ham ne
Shahryar
Ghazal
bar-ruu-e-shash-jahat dar-e-aa.iina baaz hai
yaa.n imtiyaaz-e-naaqis-o-kaamil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kyaa hu.ii taqsiir ham se tuu bataa de ai 'naziir'
taaki shaadii-marg samjhe.n aise mar jaane ko ham
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
in a.ndhero.n se hii suuraj kabhii niklegaa 'naziir'
raat ke saa.e zaraa aur nikhar jaane de
Nazeer Baaqri
Ghazal
kahaa ki ham nahii.n aane ke yaa.n to us ne 'naziir'
kahaa ki socho to kyaa aap se tum aate ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
hai agar hasii.n banaanaa tujhe apnii zindagii ko
to 'naziir' is jahaa.n ko na samajh jahaan-e-faanii
Nazeer Banarasi
Ghazal
hu.aa na mujh ko KHumaar aaKHir un sharaabo.n kaa
'naziir' aah isii roz ko mai.n rotaa thaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
qayaas qaid tanaasub shabiih saj.a naziir
kalii ko chuumaa to jaise kalii kalii se milii
Shahzad Qais
Ghazal
'naziir' apnaa to ma.ashuuq KHuubsuurat hai
jo husn us me.n hai aisaa ko.ii ajiib na ho
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
na jaane kaun saa jazba thaa jis ne KHud hii 'naziir'
mirii hii zaat kaa dushman banaa diyaa mujh ko
Nazeer Baaqri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kisii se baat jo kii hai to vo KHafaa hai.n 'naziir'
kisii ko dost banaate to aur kyaa karte