SEARCH RESULTS
Showing search results for "namak"
Ghazal MATCHES FOR "namak"
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ishrat-e-paara-e-dil zaKHm-e-tamannaa khaanaa
lazzat-e-riish-e-jigar Garq-e-namak-daa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
shor-e-pand-e-naaseh ne zaKHm par namak chhi.Dkaa
aap se ko.ii puuchhe tum ne kyaa mazaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mahboob Khizan
Ghazal
zaKHm-e-dil bole mire dil ke namak-KHvaaro.n se
lo bhalaa kuchh to mohabbat kaa mazaa yaad rahe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
jo sunaa karte the ha.ns ha.ns ke kabhii naama-e-shauq
ab mirii shakl se bezaar nazar aate hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
vahshat-e-shor-e-tamaashaa hai ki juu.n nik.hat-e-gul
namak-e-zaKHm-e-jigar baal-fishaanii maa.nge
Mirza Ghalib
Ghazal
Gash hai.n ki be-dimaaG hai.n gul-pairahan namat
az-bas dimaaG-e-itr-e-garebaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
hastii fareb-naama-e-mauj-e-saraab hai
yak 'umr naaz-e-shoKHi-e-unvaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
zaKHm sab suukh ga.e hai.n mire marham ke binaa
mere ik dost kii muTThii me.n namak aaj bhii hai
Tanveer Ghazi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
jag ke KHuubaa.n kaa namak ho ke namak-parvarda
chhup rahaa aa ke tire lab ke namak-daan me.n aa