SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqaabe.n"
Ghazal MATCHES FOR "naqaabe.n"
Ghazal
vo lamha-e-shu.uur jise jaa.nkanii kahe.n
chehre se zindagii ke naqaabe.n ulaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
ujle kap.Do.n me.n raho yaa ki naqaabe.n Daalo
tum ko har rang me.n ye KHalq-e-KHudaa jaantii hai
Manzar Bhopali
Ghazal
chehro.n pe jo Daale hu.e baiThe hai.n naqaabe.n
un logo.n ko mahfil se uThaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
yahii log hai.n azal se jo fareb de rahe hai.n
kabhii Daal kar naqaabe.n kabhii o.Dh kar labaada
Suroor Barabankvi
Ghazal
na jaane kitnii naqaabe.n ulaTtaa jaataa huu.n
janm janm se mai.n bechaargii kii qaid me.n huu.n
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
vo lamha-e-shu.uur jise jaa.n-kanii kahe.n
chehre se zindagii kii naqaabe.n ulaT gayaa
Shakeb Jalali
Ghazal
ek dil TuuTaa magar kitnii naqaabe.n palTii.n
jiit ke pahluu nikal aa.e ka.ii haar ke biich
Adeel Zaidi
Ghazal
phir rahe hai.n sabhii chehro.n pe naqaabe.n Daale
kis ko haalaat kaa aa.iina dikhaayaa jaa.e
Khwaja Shauq
Ghazal
naqaabo.n ke udhar kyaa hai ye 'uqda kaun khole
naqaabe.n ek sii andar se chehra muKHtalif hai
Ishrat Afreen
Ghazal
Riyaz Saghar
Ghazal
mai.n ne sabhii chehro.n se ulaT dii hai.n naqaabe.n
duniyaa mujhe is jurm kii jo chaahe sazaa de
Saifi Amrohwi
Ghazal
Wajid Sahri
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
ruKH-e-raushan se naqaab apne ulaT dekho tum
mehr-o-mah nazro.n se yaaro.n kii utar jaa.e.nge