SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqaahat"
Ghazal MATCHES FOR "naqaahat"
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
us musaafir kii naqaahat kaa Thikaana kyaa hai
sa.ng-e-manzil jise diivaar nazar aane lage
Saifuddin Saif
Ghazal
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
ba.Dh ga.ii ham se naqaahat me.n hamaarii tasviir
is me.n baaqii na rahii quvvat-e-goyaa.ii bhii
Nooh Narvi
Ghazal
kamzor kiyaa mujh ko ab zo.af-e-naqaahat ne
ai ishq zaraa mere pahluu ko badal jaanaa
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
tandurustii dii KHudaa ne to naqaahat na ga.ii
ya.anii tauba se bhii isyaa.n kii nadaamat na ga.ii
Syed Nazeer Hasan Sakha Dehlavi
Ghazal
Rahat Hasan
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
is zo.af-o-naqaahat kaa buraa ho ki shab-e-vasl
vo paas hai.n aur haath lagaayaa nahii.n jaataa
Nashtar Chaprawi
Ghazal
ye iltimaas-e-naqaahat hai ghar me.n kar aaraam
zaruurato.n kaa taqaaza hai pahle kaam pe chal
Rashid Arfi
Ghazal
ab haal ye hai zo.af-o-naqaahat se masiihaa
aatii nahii.n lab tak tire biimaar kii aavaaz
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
is naqaahat kaa buraa ho ki vo jab saamne aa.e.n
aa.nkh uThaa.e na uThe ho.nT hilaa.e na bane
Mirza Sultan Dehlvi
Ghazal
sub.h-dam chho.D gayaa nik.hat-e-gul kii suurat
raat ko Guncha-e-dil me.n simaT aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
phir garm-naala-haa-e-sharar-baar hai nafas
muddat hu.ii hai sair-e-charaaGaa.n kiye hu.e