SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqal"
Ghazal MATCHES FOR "naqal"
Ghazal
un daras-gaho.n me.n vo aayaa na nazar ham ko
kyaa naqal karuu.n KHuubii us chehra kitaabii kii
Meer Taqi Meer
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
naqaab khol ke ruu-e-nigaar dekh chuke
kuchh ek baar nahii.n laakh baar dekh chuke
Rind Lakhnavi
Ghazal
vo na aa.e to utarte nahii.n paanii me.n bataKH
us ke naqqaal bhii dil baaKHtaa panghaT ke hai.n
Sarfaraz Khan Azmi
Ghazal
jab hu.aa zikr zamaane me.n mohabbat kaa 'shakiil'
mujh ko apne dil-e-naakaam pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
dil naa-umiid to nahii.n naakaam hii to hai
lambii hai Gam kii shaam magar shaam hii to hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
safar me.n dhuup to hogii jo chal sako to chalo
sabhii hai.n bhii.D me.n tum bhii nikal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
rah-e-vafaa me.n hariif-e-KHiraam ko.ii to ho
so apne aap se aage nikal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kaa.nTo.n ko mat nikaal chaman se o baaGbaa.n
ye bhii gulo.n ke saath pale hai.n bahaar me.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
roz taaro.n ko numaa.ish me.n KHalal pa.Dtaa hai
chaa.nd paagal hai a.ndhere me.n nikal pa.Dtaa hai
Rahat Indori
Ghazal
ham KHuld se nikal to ga.e hai.n par ai KHudaa
itne se vaaqiye kaa fasaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
saraktii jaa.e hai ruKH se naqaab aahista aahista
nikaltaa aa rahaa hai aaftaab aahista aahista
Ameer Minai
Ghazal
ruKH-e-raushan se naqaab apne ulaT dekho tum
mehr-o-mah nazro.n se yaaro.n kii utar jaa.e.nge