SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqqaad"
Ghazal MATCHES FOR "naqqaad"
Ghazal
vaaqa.ii dono.n bahut mazluum hai.n naqqaad aur
maa.n kahe jaane kii hasrat me.n sulagtii aurte.n
Bashir Badr
Ghazal
is shaa.irii me.n kuchh nahii.n naqqaad ke liye
dildaar chaahiye ko.ii diivaana chaahiye
Ameer Imam
Ghazal
is ahd-e-basiirat me.n bhii naqqaad hamaare
har ek ba.De naam se mar.uub rahe hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
is shaa.irii me.n kuchh nahii.n naqqaad ke liye
dildaar chaahiye ko.ii diivaanaa chaahiye
Ameer Imam
Ghazal
naqqaad tum ko puuchhte aa.e the kal 'shujaa'
kahte the shaa'iro.n me.n tumhaaraa bhii naam hai
Shuja Khaavar
Ghazal
mire afkaar badle jo vahii ustaad ho meraa
mahaarat ho jise fan par vahii naqqaad ho meraa
Mubarak Lone
Ghazal
ham se to ik sher sun kar falsafii chup ho gayaa
lekin us ne be-zabaa.n naqqaad ko chaaTaa bahut
Shuja Khaavar
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
dekh kar ahl-e-qalam ko kushta-e-aasuudgii
KHud ko 'vaamiq' farz ik naqqaad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
kaise naqqaad hai.n ye itnii ba.Dii shaa.irii ko
bas ri.aayaat se iihaam se pahchaante hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
itnaa suKHan-e-'miir' nahii.n sahl KHudaa KHair
naqqaad bhii ab mo'taqid-e-'miir' hu.e sab
Obaidullah Aleem
Ghazal
baat terii mil-milaa kar Thiik hai naqqaad par
she'r achchhaa yaa buraa hai munhasir hai daad par
Ehya Bhojpuri
Ghazal
ye kaho ye na kaho aise kaho aise nahii.n
sun ai naqqaad tirii god ke ham paale nahii.n
Shamim Abbas
Ghazal
jhuuT sach us ko hai yaksaa.n vo hai apnii dhun kaa
haq-shanaasii mire naqqaad kaa dastuur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
apnii Gazlo.n kaa badan kis ke havaale kar duu.n
sab me.n maujuud hai.n naqqaad ba.Dii uljhan hai
Dil Sikandarpuri
Ghazal
achchhe suKHan kaa lutf nahii.n le sakaa 'qamar'
naqqaad jab inaad ke chakkar me.n pa.D gayaa
Qamar Aasi
Ghazal
Gaur kar ek nayaa sher huu.n naqqaad-e-Gazal
teraa bhejaa mai.n nahii.n huu.n ki ulaT jaa.uu.ngaa