SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqqaad"
Nazm MATCHES FOR "naqqaad"
Nazm
aadha kamra
is liye un kii Gazal chhoTii pa.D rahii hai
zamiin ke lihaaz se naqqaad
Sara Shagufta
Nazm
urdu
mujhe KHatra hai shaa.ir aur daanish-var adiibo.n se
mujhe naqqaad se KHatra muhaqqiq se mujhe KHatra
Shams Ramzi
Nazm
abstract art
us ko naqqaad to ik chashma-e-haivaa.n samjhaa
mai.n use hazrat-e-majnuu.n kaa garebaa.n samjhaa
Syed Mohammad Jafri
Nazm
gandhi
apnii hii KHataa.o.n kaa vo naqqaad javaa.n-fikr
vo apne hii asraar kaa ik sail-e-KHiraamaa.n
Hurmatul Ikaram
Nazm
meri shaeri aur naqqad
ai mire sher ke naqqaad tujhe hai ye gila
ki nahii.n hai mire ehsaas me.n sarmastii o kaif
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
jamaliyat
jamaaliyaat kaa naqqaad jitnaa hairaa.n hai
vo baab-e-husn me.n bhii utnaa hii pareshaa.n hai
Wamiq Jaunpuri
Nazm
naqqad
naqqaad se milnaa hai KHatarnaak ki har-dam
vo haalat-e-tabKHiir-e-taKHayyul me.n milegaa
Raza Naqvi Vahi
Nazm
aadmi
saa.Dii adab kii saat jagah se hai phaa.D dii
naqqaad in ko kahte hai.n ye bhii hai.n aadmii
Qazi Ghulam Mohammad
Nazm
shikwa
koh me.n dasht me.n le kar tiraa paiGaam phire
aur ma.aluum hai tujh ko kabhii naakaam phire
Allama Iqbal
Nazm
aaj bazar mein pa-ba-jaulan chalo
sub.h-e-naashaad bhii roz-e-naakaam bhii
un kaa dam-saaz apne sivaa kaun hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n auzaar us naqab-zan kaa
jo apne ghar kii hii chhat me.n shigaaf Daaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
etiraf
bazm-e-parvii.n thii nigaaho.n me.n kaniizo.n kaa hujuum
laila-e-naaz barafganda-naqaab aatii thii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ajnabi sham
dil-e-naakaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n
ajnabii shaam mai.n kahaa.n jaa.uu.n