SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqsh-bandaan-e-azal"
Ghazal MATCHES FOR "naqsh-bandaan-e-azal"
Ghazal
vaah kyaa kahnaa mujassam kar diyaa mauhuum ko
naqsh-bandaan-e-azal kii shoKHi-e-tahriir ne
Yagana Changezi
Ghazal
ishq hai banda-e-aazaad kaa maqsuud-e-hayaat
aql-e-but-gar ne taraashe hai.n hazaaro.n ma.abuud
Bashir Farooq
Ghazal
allaah allaah ye sannaa.ii-e-naqqaash-e-azal
ek bhii naqsh mukarrar nahii.n hone paataa
Athar Ziai
Ghazal
karishmaa-saaz-e-azal kyaa tilism baa.ndhaa hai
pariida rang hai har naqsh phir bhii pyaaraa hai
Mahmood Ayaz
Ghazal
ta.ayyun tasalsul hai naqsh-e-badan kaa
usii se ta'alluq hai ye jaan-o-tan kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
abad ke dosh pe suu-e-azal chale hai.n ki ham
nayaa hii naqsh ko.ii dahr kaa banaate hai.n
Shariq Jamal
Ghazal
kis naqsh-e-qadam par hai jhukaa roz-e-azal se
kis vahm me.n sajde se bayaabaa.n nahii.n uThtaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
asar kare na kare sun to le mirii fariyaad
nahii.n hai daad kaa taalib ye banda-e-aazaad
Allama Iqbal
Ghazal
'shauq' saa banda-e-aazaad zamaane me.n kahaa.n
aaj sunte hai.n ki vo yaad-e-KHudaa karte hai.n
Pandit Jagmohan Nath Raina Shauq
Ghazal
har taa.ir-e-parraa.n ke par-o-baal karo qai.nch
har banda-e-aazaad ko shiishe me.n utaaro
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
sahbaa-e-haqiiqat kaa huu.n sarmast azal se
ik banda-e-aazaad-e-tilismaat-o-fusuu.n huu.n
Nasir Zaidi
Ghazal
badan pe apne libaas-e-azaab pahne hu.e
chalaa hai phir ko.ii sahraa saraab pahne hu.e
Rakesh Dilbar
Ghazal
hairat-a.ngez hai naqqaash-e-azal ke haatho.n
merii tasviir kaa tasviir-e-fanaa ho jaanaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dekhiye naqsh-e-kaf-e-paa-e-vafaa kaa e.ajaaz
raaste duudh ke maanind ubal jaate hai.n