SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqsh-bandaan-e-azal"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "naqsh-bandaan-e-azal"
Ghazal
vaah kyaa kahnaa mujassam kar diyaa mauhuum ko
naqsh-bandaan-e-azal kii shoKHi-e-tahriir ne
Yagana Changezi
Ghazal
ishq hai banda-e-aazaad kaa maqsuud-e-hayaat
aql-e-but-gar ne taraashe hai.n hazaaro.n ma.abuud
Bashir Farooq
Ghazal
allaah allaah ye sannaa.ii-e-naqqaash-e-azal
ek bhii naqsh mukarrar nahii.n hone paataa
Athar Ziai
Ghazal
karishmaa-saaz-e-azal kyaa tilism baa.ndhaa hai
pariida rang hai har naqsh phir bhii pyaaraa hai
Mahmood Ayaz
Ghazal
ta.ayyun tasalsul hai naqsh-e-badan kaa
usii se ta'alluq hai ye jaan-o-tan kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "naqsh-bandaan-e-azal"
Nazm
mearaj-e-nazar
naqqaash-e-azal mai.n tirii jiddat ke tasadduq
har naqsh se har naqsh judaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Kulliyat
Meer Taqi Meer
Ghazal
abad ke dosh pe suu-e-azal chale hai.n ki ham
nayaa hii naqsh ko.ii dahr kaa banaate hai.n
Shariq Jamal
Sher
abad ke dosh pe suu-e-azal chale hai.n ki ham
nayaa hii naqsh ko.ii dahr kaa banaate hai.n
Shariq Jamal
Ghazal
kis naqsh-e-qadam par hai jhukaa roz-e-azal se
kis vahm me.n sajde se bayaabaa.n nahii.n uThtaa