SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqsh-bandaan-e-azal"
Nazm MATCHES FOR "naqsh-bandaan-e-azal"
Nazm
mearaj-e-nazar
naqqaash-e-azal mai.n tirii jiddat ke tasadduq
har naqsh se har naqsh judaa dekh rahaa huu.n
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
dariyaa-e-tabii'at ko ravaa.n ham ne kiyaa hai
durr-e-haa-e-ma'aanii ko 'ayaa.n ham ne kiyaa hai
Inam Thanvi
Nazm
naqsh-e-pa
ye niim-KHvaab ghaas par udaas udaas naqsh-e-paa
kuchal rahaa hai shabnamii libaas kii hayaat ko
Akhtarul Iman
Nazm
taj-mahal
ye naqsh-e-sabz-o-siyah surKH marmarii.n a.azaa
pahan ke baiThe ko.ii jaise duudhiyaa malmal
Daur Afridi
Nazm
qalam
ai qalam kyaa kahuu.n mai.n sehr-bayaanii terii
haal-e-dil apnaa sunaataa huu.n zabaanii terii
Master Basit Biswani
Nazm
bulbul o parwana
giraa rahaa hai tiraa shauq sham.a par tujh ko
mujhe ye Dar hai na pahu.nche kahii.n zarar tujh ko
Suroor Jahanabadi
Nazm
KHak-e-hind
anjum se ba.Dh ke teraa har zarra zau-fishaa.n hai
jalvo.n se tere ab tak husn-e-azal ayaa.n hai