SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqsha"
Ghazal MATCHES FOR "naqsha"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
naqsha uThaa ke ko.ii nayaa shahr Dhuu.nDhiye
is shahr me.n to sab se mulaaqaat ho ga.ii
Nida Fazli
Ghazal
tum maah-e-shab-e-chaar-dahum the mire ghar ke
phir kyuu.n na rahaa ghar kaa vo naqshaa ko.ii din aur
Mirza Ghalib
Ghazal
dekh me.amaar parinde bhii rahe.n ghar bhii bane
naqsha aisaa ho ko.ii pe.D giraanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
be-samt havaa.o.n ne har lahr se saazish kii
KHvaabo.n ke jaziire kaa naqsha bhii nahii.n badlaa
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
biga.D gayaa jo ye naqsha havas ke haatho.n se
to phir kisii ke sambhaale nahii.n sambhalne kaa
Shahryar
Ghazal
qasr-e-tan ko yuu.n hii banvaa ye baguule 'naasiKH'
KHuub hii naqsha-e-taamiir liye phirte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
chehre pe kisii aur kii palke.n nahii.n jhuktii
aa.nkho.n me.n kisii aur kaa naqsha nahii.n ban.naa
Aamir Suhail
Ghazal
kiyaa aa.iina-KHaane kaa vo naqsha tere jalve ne
kare jo partav-e-KHurshiid aalam shabnamistaa.n kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Bushra Ejaz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
behtar yahii hai zikr-e-mohabbat na chhe.Diye
naqsha biga.D gayaa to banaayaa na jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
bahut taaza havaa aatii bahut se phuul khil jaate
makaan-e-dil kaa tum apne agar naqsha badal lete
Farah iqbal
Ghazal
us kaa naqsha ek be-tartiib afsaane kaa thaa
ye tamaashaa thaa yaa ko.ii KHvaab diivaane kaa thaa