SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqsha"
Nazm MATCHES FOR "naqsha"
Nazm
o des se aane wale bata
panhaariyaa.n paanii bhartii hai.n
a.ng.Daa.ii kaa naqsha ban ban kar
Akhtar Shirani
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
aur ab jo hai karbalaa kaa naqsha
tum mad.h-e-yaziid gaa rahe ho
Ahmad Faraz
Nazm
tazad
yaziid naqsha-e-jaur-o-jafaa banaataa hai
husain us me.n KHat-e-karbalaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
bhaarat ke saputon se KHitab
kam-himmatii kaa dil se naam-o-nishaa.n miTaa do
jur.at kaa lauh-e-dil par naqsha jamaa.e jaa.o
Lal Chand Falak
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
maa.n baap kii suurat to dekhaa hu.aa naqsha hai
dekhe hu.e naqshe kaa har rang puraanaa hai
Zehra Nigaah
Nazm
yaad-e-ahbab
tuu ne varaq ko ulTaa vo daur tuu ne palTaa
aa.nkho.n me.n merii ab tak phirtaa hai sab vo naqsha
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Nazm
sati
ai satii ai jalva-gaah-e-shola-e-tanviir-e-husn
paak-daamaanii kaa naqsha hai tirii tasviir-e-husn
Suroor Jahanabadi
Nazm
har chehra ek kahani hai
tab ko.ii kahaanii likkhoge
har chehre pe ik naqsha hai