SEARCH RESULTS
Showing search results for "nashiino"
Ghazal MATCHES FOR "nashiino"
Ghazal
KHat aisaa likhaa hai ki nagiine se ja.De hai.n
vo haath ki jis ne ko.ii zevar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mirii barbaadiyo.n kaa ham-nashiino
tumhe.n kyaa KHud mujhe bhii Gam nahii.n hai
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
ye kaun saa insaaf hai ai arsh-nashiino
bijlii jo tumhaarii hai to KHirman hai hamaaraa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
jaate hai.n miTaate hu.e vo naqsh-e-qadam ko
kah de ko.ii un se ki hai ik KHaak-nashii.n aur
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Safi Aurangabadi
Ghazal
Gairo.n hii ke suKHan kii taraf gosh-e-yaar the
is harf-e-naa-shino ne hamaarii na maaniyaa.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shabnam Shakeel
Ghazal
ham-nashiino shab-e-furqat ko Ganiimat samjho
ab ko.ii shaam na hogii na saveraa hogaa
Vafa Malikpuri
Ghazal
mai.n tundii-e-haalaat se KHaa.if nahii.n hotaa
ai KHaak-nashiino mai.n baguulo.n me.n palaa huu.n
Niyaz Husain Lakhwera
Ghazal
ham-nashiino zaraa kuchh der mire saath raho
aaj tanhaa.ii ke lamhaat se jii Dartaa hai
Shahid Akhtar
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
yaaraan-e-ham-nashiin-o-rafiiqaan-e-dost-daar
sab aashnaa hai.n zindagii-e-musta.aar ke
Shah Waqif
Ghazal
kuchh naa-taraash sang hai.n mere bhii haath me.n
garduu.n-nashiino mujh me.n bhii paidaa hunar karo
Abul Husain Azad
Ghazal
kabhii kisii ko mukammal jahaa.n nahii.n miltaa
kahii.n zamiin kahii.n aasmaa.n nahii.n miltaa